Internet Se Ghar Baithe Dollar Kaise Kamane | TalkInHindi
MehakAggarwal | July 5, 2021 | 1 | ArticleInternet Ka istemal ham sabhi karte hai . aur puchle kuch saalo se internet ka istemal kuch jyadahi ho gaya hai . Aaj ham internet ki madad se online shopping kar sakte hai , Mobile recharge , Paise transfer kar skate hai .online resut dekh sakte hai ,Kisi se face to face baat kar sakte hai .Lekin in kaamo ke sath ham intenet se paise kama sakte hai aur bhi $ dollar me .
Jaise jaise Internet ka istemal badta ja raha vaise vaise paise kamane ke tarike bad rahehai aur aap jyada se jyada paise kama sakte hai .Lekin aaj is post me ham aapko aise tarike batayenge jo aaj ke time me bahut jyada popular hai .aur aap jin se aasani se paise kama sakte hai .
Table of Contents
Internet Se Paise Kamane Ke Liye Sawal Jawab
See Also: Email Se Paise Kaise Kamaye
Sawal 1. Kya Internet paisa kamane me Koi Dikkat hai ?
Jawab. Internet se paise kamane me paise to koi Dikkat nahi hai . Lekin aapko internet se paise kamate samya bahut sari savdhani bartani padegi . Internet par Fraud websites bhi hai jo paise kamane ke naam par aapse kuch or bhi karwa sakti hai .
Sawal 2. Internet se ham kitne paise kama sakte hai?
Jawab . iska simple sa hi jawab hai aap internet se kitne bhi paise kama sakte hai . iski koi Limit nahi hai aap kai website ki madad se lakho karodo rupay per month kama sakte hai .
Sawal 3. Kya mobile se paise kam sakte hai ?
Jawab. Mobile se aap paise kama sakte hai kuch apps hoti hai jinki madad se aap paise kama sakte hai ya youtube par Video upload karke aap apne mobile se dollar kama sakte hai .lekin in se aap jyada earning nhi kar sakte hai .Agar aap jyada earning karna chahte hai to aapke pass Computer hona chahiye .Agar aapke pass computer nahi to aap kisi internet cafe par jankar kaam kar sakte hai .
Internet Se Paise Kamane Ka Aasan Tarika
Internet se Paise Kamane ke bhut tarike hai lekin is post me ham aapko 2 tarike batayenge jo ham istemal karte hai . in me ek tarika hai jis me aapko pahle kuch paise lagane pad sakte hai . aur dusra bilkul free hai
See Also: Bluehost Affiliate Marketing Se Paise Kamaye
- Website Se (Paise kamane me jyada Samy lagega )
- Youtube Se (Jaldi paise kamane ka Trika )
In dono me se aapek platform slect kare dono par kaam aapko ek hi karna hai . website par aap Kisi bhi topicpar Post karni padegi aur use aapki website par traffic aayega .Aise hi aap youtube par kisi bhi topic par video bana kar upload kar sakte hai aur un video par view aayenge to earning hogi . lekin aapko website aur youtube par koi bhi content dalne se pahle aapko un Content ke bare me puri jankari honi chahiye . aur vo aapka pasand kaam hona chahiye .
Ab Aapko ye pata karna hai ki aap ko kis chij kebe me jyada jankari aur aapko kon sa kaam pasand hai uske liye aap ek kaam karna hai . aap kisi bhi chij ke bare me likhna shuru kare jiske bare me aapko jyada jankari ho . aur 15-20 minut tak uske bare me likhte hai . aagar aap 15-20 minut tak bina bore hue likhte rahe to samjh lena ki aapko is kaam ke bare me jankari hai . iske alawa aap kuch dusre topic bhi dekh sakte hai jiske bare me aap sikh kar kuch lihk sakte hai .Iske Liye aap paise dekar bhi website bana sakte hai jo jyada badiya hogi aur free website bhi bana sakte hai .
Agar aapne website banali hai to aap apni website par post kare . Blogger website par Post kaise karte hai VO aap neeche di gayi video ko dekh kar sikhe
Aapki website par aisi post kare jo logo ki help kare ya logo ko pasan aaye . Jab aapki website par . Traffic aane lage to aap Google Adsense ke liye apply kare . neche aapko iske steps me link diye gaye hai unhe follow kare .
Youtube se Paise kaise kamaye
Youtube se paise kamane ke liye aapko youtube par apni khud ki original video bana kar upload karni padegi .Aisi video banaye jo logo ko pasand aaye . jitne jyada view aaynge utni jyada earning hogi . YOutube par bhi aapko Ansense se paise milenge .Lekin pahle aapko apne channel par video upload kare jab aapki video par view aayenge . TO aapki earning aapko youtube account ke dashboard par dikhegi .
Phir Youtube account se aap Google adsense par account banaoge . Jab aapka Google Adsense ka Accout ban jayega to Google adsense ke dwara aapke bank account me youtube earning transfer ho jayegi .
- Youtube Par GMail se Log in Kare.
- Phir Video Upload kare.
- Youtube Monetization ko Enable kare.
- Google Adsense ke Liye Apply kare.
- Complete stepup hote hi aap Sirf Video upload kare. Aur View Paye earning apne aap hoti rahegi .
In dono tariko se aap bahut jyada paise kama sakte hai . lekin website se paise kamane me aapkoabhut samya lagega . mahnat bhi bahut lagegi lekin YOutube par aap thode hi samy me jyada paise kama sakte hai aur vo bhi bilkul free .
paisa kamane ka mantra ,paise kamane ke tips in hindi ,paisa kamao without investment ,dollar kamane ka tarika , paisa kamane ka tarika bataye ,paise kamane ke tarike bataye ,paisa kamane ka idea , mobile se paise kaise kamaye, whatsapp se paise kaise kamaye, google se paise kaise kamaye, paisa kamane ka sabse aasanarika, paisa kamane ka mantra, paisa kamana site, paise kamane ke tarike in hindi, paisa kamao without investment
Related Posts
1 thought on “Internet Se Ghar Baithe Dollar Kaise Kamane | TalkInHindi”
Comments are closed.
[…] Internet Se Ghar Baithe Dollar Kaise Kamane | TalkInHindi […]